Telangana ka Biggest Aam-o-Khaas Iftar Party hone ja raha hai First Lancer Old Idgah Ground par.
Is grand Iftar ka intezam kiya hai Mohammad Majid Hussain ne aur Chief Guest honge Asaduddin Owaisi.
📍 Location: First Lancer Old Idgah Ground, Masab Tank
📅 Date: Friday, 13 March 2026
25,000+ log ek saath roza iftar karenge 🤲
Har Hyderabadi ko dawat hai — aao milkar Ramzan ki barkat share karein.
Ramzan ki rooh ko mehsoos karna hai toh aa jao Hyderabad ke sabse bade Iftar gathering mein! 🌙✨
#iftar #iftarparty #ramzan #majidhussain #🇮🇳قومی جانکاریاں📰
00:33

