ShareChat
click to see wallet page
search
#❤️मेरी माँ मेरी दुनिया ❤️ #👩‍🍼माँ बेटी का प्यार 👩‍👦 #❤️ Love You Maa ❤️ #📜 Whatsapp स्टेटस #❣️🐰Whatsapp Status🐰❣️
❤️मेरी माँ मेरी दुनिया ❤️ - Maaa Maa wo insaan hai jo apni thakan kabhi batati nahi par humari chhoti si takleef me bhi raat bhar so nahi pati Hum zindagi me hazaar logon se mohabbat karte hain, lekin maa bina shart ke har din humse mohabbat karti rehti hai Jab duniya saath chhod deti hai;tab bhi ek haath sir par rehta hai wo maa ka hota haiy jo Khud toot kar bhi hume kabhi tootne nahi deti Sach to ye hai jab tak maa zinda hoti hai tab tak insaan kabhi poori tarah akela nah hota Maaa Maa wo insaan hai jo apni thakan kabhi batati nahi par humari chhoti si takleef me bhi raat bhar so nahi pati Hum zindagi me hazaar logon se mohabbat karte hain, lekin maa bina shart ke har din humse mohabbat karti rehti hai Jab duniya saath chhod deti hai;tab bhi ek haath sir par rehta hai wo maa ka hota haiy jo Khud toot kar bhi hume kabhi tootne nahi deti Sach to ye hai jab tak maa zinda hoti hai tab tak insaan kabhi poori tarah akela nah hota - ShareChat