ShareChat
click to see wallet page
search
#🥰Express Emotion “Poet likhta sirf apne liye nahi, Poet likhta hai, taaki koi khud ko pehchaan sake.”
🥰Express Emotion - Poet har baar ek naya kirdaar likhtahai; Kabhi bachpan ki kahani; Toh kabhi jawani par apni baat likhta hail Har baar naya kirdaar likhta hai, Har khojti aankhon se kuch naya dekhta hai, Aur har baar alag-alag halaat likhta hail Har kahani sirf uski nahi hoti; Woh doosron ko bhi samajh kar Aksar unke jazbaat likhta hail Shayad isliye Koi kahani kisi ko chhoo jaaye si umeed mein har baar Woh naya ehsaas likhta hail Poet har baar ek naya kirdaar likhtahai; Kabhi bachpan ki kahani; Toh kabhi jawani par apni baat likhta hail Har baar naya kirdaar likhta hai, Har khojti aankhon se kuch naya dekhta hai, Aur har baar alag-alag halaat likhta hail Har kahani sirf uski nahi hoti; Woh doosron ko bhi samajh kar Aksar unke jazbaat likhta hail Shayad isliye Koi kahani kisi ko chhoo jaaye si umeed mein har baar Woh naya ehsaas likhta hail - ShareChat