Jumma Mubarak 🌙
Jumma ka din rehmat, maghfirat aur barkat ka paigham lekar aata hai; ye wo din hai jab duaon me zyada asar hota hai, dil ko sukoon milta hai aur insaan apne Rab ke aur qareeb mehsoos karta hai. Aaj ke din apne liye hi nahi, dusron ke liye bhi khair aur rehmat ki dua zaroor kijiye. 🤲✨💯
Aap Jumma ke din sabse pehle kya karte hain?
A •Surah Kahf ki tilawat
B •Zyada dua aur istighfar
C •Sadaqa aur khair ka kaam #🕋दरूद ओ सलाम☝️हमारे प्यारे नबी☝️पर हजारों सलाम या नबी☝️सलाम अलाइका🤲 ##JUMM MUBARAK🕋🤲🧕💐💐
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.


