#🕋 💞आशिक_ए_रसूल💞🕋 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🛐रमजान करीम 🤲 #☪️रमजान Status⏳
Ramzan Ki Asli Barkat |
Sadqa Aur
Maa Ki Dua
Emotional Islamic
Reminder
Ramzan sirf roze ka naam nahi...
yeh rehmat, barkat aur insaniyat ka mahina hai Ek taraf maa ke sath iftar ki tayari...
। aur dusri taraf kisi bhooke ko khana dena Asli Ramzan woh hai jo dil ko narm kare,
aur kisi ki zindagi mein roshni ban jaye+++ Aaj kisi zarooratmand ko yaad rakhein...
kyunki log baar baar intezar nahi karte Allah hum sab ko sadqa dene aur apno ki qadar karne ki taufeeq de🤲❤️
00:12

