WAY TO JANNAH
#Quran
✒️ 𝐖𝐚𝐲 𝐓𝐨 𝐉𝐚𝐧𝐧𝐚𝐡
Islamic Knowledge Challenge (Quiz)
🌹 `ఇప్పుడు క్విజ్ తెలుగు మరియు రోమన్ ఉర్దూ రెండు భాషల్లో నిర్వహించడం జరుగుతుంది`
🌙 Waqt qareeb aa gaya hai...!
🎉 Alhamdulillah... Hamare Islamic Knowledge Challenge (Quiz) ke aaghaz ka waqt qareeb aa gaya hai.
🌐 Quiz do zubaano mein hoga:
✅ Telugu
✅ Roman Urdu
📲 Peer se Hafta tak – Rozana Sawaalaat (Practice Test)
📝 Itwaar – Weekly Quiz
🎊 Har Maheene ke Aakhri Itwaar – GRAND TEST
📚 Har maheene ek naya mauzoo...
🏆 Har maheene ek naya fatah yafta...
🤲 Har roz kuch naya seekhne ka mauqa...
🥇 Har maheene pehla inaam ₹1000/-
🎖️ Aur us ke baad ki positions haasil karne walon ke liye bhi bohot se dilchasp inaamaat.
📊 Weekly Quiz Report mein Leader Board display kiya jayega, aur Accuracy aur Speed ki bunyaad par Grand Test mein bhi inaamaat diye jayenge.
📢 31 July se shuru!
In Sha Allah
✒️ Yeh sirf ek Quiz nahi... balkeh seekhne ka ek naya tajurba hai!
🤲🏻 "Ae Allah! Main Tujh se nafa dene wala ilm, paak rozi aur maqbool amal ka sawaal karta hoon."
📚 (Sunan Ibn Majah: 925)
📱🛑 Neeche Quiz Group ka link diya gaya hai abhi link pe click karke jaldi join ho jaiye👇
https://chat.whatsapp.com/F8rVO0OAF1p8LyFXauR0GO