Karma Ka Rahasya
Karma ka Rahasya
Kabhi socha hai ki jo hum doosron ke saath karte hain, wahi hamare paas wapas kyon aa jata hai?
Iska sirf ek karan hai – karm ka niyam.
Bhagwan kehte hain ki jaisa karm karoge, waisa hi phal milega.
Prem doge to prem hi laut kar aayega.
Dukh doge to wahi dukh dobara tumhare dwar par khada hoga.
Isliye har kaam se pehle ek prashna apne mann me zarur uthao:
Kya Bhagwan mere is karm ko sweekar karenge?
Agar haan, to wahi sachcha dharm hai.
Jai Shri Krishna
#hindu ##viral #🕉️सनातन धर्म🚩 #भक्ति #🙏🏻आध्यात्मिकता😇

