ShareChat
click to see wallet page
search
#😥लड़कियों के सैड स्टेटस👧 #😢 Life Hurts #😒दर्द भरी शायरी🌸 #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस #🖋कहानी: टूटे दिल की💔
😥लड़कियों के सैड स्टेटस👧 - Diya Chhod Kubool Hai Jindagi Ka Har Tohfa Maine Khwahishon Ka Naam Btana Chhod Diya, Jo Dil Ke Karib Hai Vo Mere Aziz Hain, Maine Gairon Pe Hakk Jatana Chhod Diya. Jo Samajh Hi Nahin Sakte Dard Mera Maine Unhen Jakhm Dikhana Chhod Diya. Jo Gujarti Hai Dil Pe Vo Haqeeqat Hai Meri, Liye Muskurana Chhod Diya Maine Dikhawe Ke Jo Mehshush Hi Nahin Karte Jarurat Meri; Maine Unka Sath Nibhana Chhod Diya: Jo Chahte Hain Rehna Bas Naraz Humse Maine Unhen Baar Baar Manana Chhod Diya. Jo Mere Apne Hain Vo Milenge Jarur Mujhe, Maine Bewajah Bandishen Lagana Chhod Diya. Diya Chhod Kubool Hai Jindagi Ka Har Tohfa Maine Khwahishon Ka Naam Btana Chhod Diya, Jo Dil Ke Karib Hai Vo Mere Aziz Hain, Maine Gairon Pe Hakk Jatana Chhod Diya. Jo Samajh Hi Nahin Sakte Dard Mera Maine Unhen Jakhm Dikhana Chhod Diya. Jo Gujarti Hai Dil Pe Vo Haqeeqat Hai Meri, Liye Muskurana Chhod Diya Maine Dikhawe Ke Jo Mehshush Hi Nahin Karte Jarurat Meri; Maine Unka Sath Nibhana Chhod Diya: Jo Chahte Hain Rehna Bas Naraz Humse Maine Unhen Baar Baar Manana Chhod Diya. Jo Mere Apne Hain Vo Milenge Jarur Mujhe, Maine Bewajah Bandishen Lagana Chhod Diya. - ShareChat