ShareChat
click to see wallet page
search
Kya kare kashmir mai itni bhayankar garmi hai pata nhi baki jaghon par kya hoga bhoochal utha huwa hai dimaag ka bahar jane se dar lagta hai apni hi gadi mai chad nhi pate itni garm hoti hai ab kare to kare kya pehle to starting mai itni thand aur baarish thi aur ab itni garmi to pehle june mai hoti thi kashmir mai Ab kon bachaye hame. Aur mai bolna chahti hoon ki kashmir nhi aana apne ghar ke andar raho behtar hai shukriya 🙏🏻 #👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑