ShareChat
click to see wallet page
search
#💔ब्रेकअप शायरी✍ #💔दर्द भरी कहानियां #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस #💞Heart touching शायरी✍️ #👍स्पेशल शायरी🖋
💔ब्रेकअप शायरी✍ - Ho sakta hai ? Phir milenge kabhi magar shayad Wo yaadein ab bachi na ho Wo soch ab ek jaisi na ho Wo sapne pure hone ki ummeed na ho Wo tere aane ka ab intezar na ho Wo phele jaisi ab baatein na ho Wo tujhse milne ki ab khushi na ho Wo pehle jaisa ab pyar na ho Wo teri pehle wali ehmiyat na ho Wo bharosa tujhpe ab shayad na ho Phir milenge kabhi magar shayad Ho saktahai Ye sb kuch na ho...! Ho sakta hai ? Phir milenge kabhi magar shayad Wo yaadein ab bachi na ho Wo soch ab ek jaisi na ho Wo sapne pure hone ki ummeed na ho Wo tere aane ka ab intezar na ho Wo phele jaisi ab baatein na ho Wo tujhse milne ki ab khushi na ho Wo pehle jaisa ab pyar na ho Wo teri pehle wali ehmiyat na ho Wo bharosa tujhpe ab shayad na ho Phir milenge kabhi magar shayad Ho saktahai Ye sb kuch na ho...! - ShareChat