ShareChat
click to see wallet page
search
#💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस
💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस - 7:29 5G 974 Jinka aana likha hota hai wo aa jaate hain Kya wo asmaan mei hai jo ye khel chalate hain? Bichdhe hu'o ki ginti itni badh gyi hai ki lagta hai, Ham hi hain jo sahi se rishte nahi nibhate hain Aaj poore din uska koi zikr na hua, chalo usko; Bhulane ke bahane khudko aur yaad dilate hain: Wo raqeeb ke saath khush hai aur kya chahiye? Par jaane kyun ye kehte mere lab thartharate hain Uski gali se chup chaap toh nikal jaate hai lekin, Andar hi andar zor se uska naam chillaate hain. Mai kya karun ye azaab hai mujh par; mai kitni hi; Rasaniyat se uthun bistar phir bhi simat jaate hain Ham jaante hai baagh ki diwaar ke kaanto ko, par; Foolo ki khushbu madhosh kar deti hai, chadh jaate hain Zindagi ke kayi azaabo mei se ek azaab ye bhi hai; Yahan dil marne par nahi, saans rukne par dafnate hain @sunofaizal 7:29 5G 974 Jinka aana likha hota hai wo aa jaate hain Kya wo asmaan mei hai jo ye khel chalate hain? Bichdhe hu'o ki ginti itni badh gyi hai ki lagta hai, Ham hi hain jo sahi se rishte nahi nibhate hain Aaj poore din uska koi zikr na hua, chalo usko; Bhulane ke bahane khudko aur yaad dilate hain: Wo raqeeb ke saath khush hai aur kya chahiye? Par jaane kyun ye kehte mere lab thartharate hain Uski gali se chup chaap toh nikal jaate hai lekin, Andar hi andar zor se uska naam chillaate hain. Mai kya karun ye azaab hai mujh par; mai kitni hi; Rasaniyat se uthun bistar phir bhi simat jaate hain Ham jaante hai baagh ki diwaar ke kaanto ko, par; Foolo ki khushbu madhosh kar deti hai, chadh jaate hain Zindagi ke kayi azaabo mei se ek azaab ye bhi hai; Yahan dil marne par nahi, saans rukne par dafnate hain @sunofaizal - ShareChat