🇮🇳K🗡️🌟🌟🌟🇮🇳
#💓 मोहब्बत दिल से #❤️Love You ज़िंदगी ❤️ Rahul tumne mujhe aaj tak kabhi nahin samjha main kya hun. Id par aane wala har koi ladka boyfriend nahin hota kisi ka. Jo tumhen galatfahmi ho rahi hai na. Tum use galatfahmi ke sath raho.. main ja rahi hun is sc ko chhodkar... Agar mere bare mein koi galat bol raha hai to proof do mujhe ilzaam mat lagao.... Tumne mera status itna ghatiya banaa diya hai ab Mujhe khud per bhi yakin nahin ho raha..... Ki main Kahan galti Kar.di thi tumko samajhne mein.... Tumhara shak kabhi nahin gaya.... tumne.. Mujhe Badnaam kiya aur Kuchh nahin.....