ShareChat
click to see wallet page
search
#💞Heart touching शायरी✍️ #👍स्पेशल शायरी🖋 #🎶हैप्पी रोमांटिक स्टेटस #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत
💞Heart touching शायरी✍️ - Agar tum mujhe mil jaoge na, to main tumhe woh mohabbat karke dikhaungi jo shayad tumne sirf kitabon mein ho padhi , ya duaon mein maangi ho. Main tumhare saath har haal mein khadi rahungi, chahe waqt kitna bhi mushkil kyun na ho. Tumhari khamoshi bhi samajhungi  aur tumhari har baat ko apna samajhungi Main tumhe aisa pyaar dungi jisme dikhawa hoga, : hoga sirf sachchai, wafadari aur sukoon nahi Haan, main tumse aisi mohabbat karungi jo waqt ke saath kam nahi hogi, balki har guzarte din ke saath hoti jayegi Behri , aur hoge  Tum meri dua bhi aur meri sabse khoobsurat kahani bhi. Agar tum mujhe mil jaoge na, to main tumhe woh mohabbat karke dikhaungi jo shayad tumne sirf kitabon mein ho padhi , ya duaon mein maangi ho. Main tumhare saath har haal mein khadi rahungi, chahe waqt kitna bhi mushkil kyun na ho. Tumhari khamoshi bhi samajhungi  aur tumhari har baat ko apna samajhungi Main tumhe aisa pyaar dungi jisme dikhawa hoga, : hoga sirf sachchai, wafadari aur sukoon nahi Haan, main tumse aisi mohabbat karungi jo waqt ke saath kam nahi hogi, balki har guzarte din ke saath hoti jayegi Behri , aur hoge  Tum meri dua bhi aur meri sabse khoobsurat kahani bhi. - ShareChat