₹1000 ka khracha... Kachua Chaal, Karodpati bana sakata hai apko...😍😍😍😍😍🎉🎉🎉
Sirf ₹1000 ki monthly SIP aapko ₹1.59 Crore ka maalik bana sakti hai. Iska asli formula "Zyada Paisa" nahi, balki "Zyada Time" aur "Step-up" hai. Agar aap 20 ki umar mein shuru karke 15% return wale Mutual Fund mein invest karte hain aur har saal investment ko sirf 10% badhate hain (Step-up), toh 30-35 saal mein compounding ka magic aapko karodpati bana dega. Share market ka darr chhodo, discipline pakdo. #📚एजुकेशन टिप्स & ट्रिक्स✍ #📈स्टॉक मार्केट टिप्स📊
00:06

