ShareChat
click to see wallet page
search
***Tumhaare faisle ko ham salaam karte hain Tumhaare Mana ko ham swikaar karte hain*** ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ ***.................................Ciunils............................*** Tumne kaha tumhe samay chaahiye Tha Ham par bharosha karne ka saboot chaahiye Tha Hamne kaha bhi tha ki ant tak intzaar karenge Par fir bhi tum raazi nahi huye Ham ye nahi kah rahe ki tumne dhokha diye Ham ye bhi nahi chaah rahe ki tum abhi Maan jao just abhi hi Par sach mein hame lagta hai Ayesa lag raha hai Batein thodi thodi honi chahiye Didaar Tumhaara hame hota hi rahe Han maana tum hame yaad ho Haqikat mein sapno nazar aate ho Par fir bhi ye kaafi nahi Hame abhi bhi lagta hai Tum hame apna maante hi nahi ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ ***.........................................Ciunils..........................................*** #Ciunils #💔मरीज-ए-इश्क❤ #🖋कहानी: टूटे दिल की💔 #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस