Pdt. Rohan Sharma
789 views 20 days ago
🌟 Yantra Dharak Shree Hanuman Sidhi Dhaam Presents 🌟 🔮 Graha Ki Chaal – Episode 2 🔮 🙏 Agar kisi vyakti ki kundli mein Brihaspati Graha (Guru Graha) bhaari ho, to uske jeevan mein kai prakar ki pareshaniyan utpann ho sakti hain. Is video mein jaaniye Guru Graha ke prabhav ko shaant karne ke upaay, kin baaton ka dhyaan rakhna chahiye aur kis pavitra mantra ka jaap karna chahiye. 🕉️✨ 📿 Guru Graha Shanti Mantra: ॐ ग्रां ग्रीं ग्रौं सः गुरवे नमः 🙏🕉️ 🌼 Guruvar ke din pooja, daan-punya aur mantra jaap ke madhyam se Brihaspati Dev ki kripa prapt karne ka maarg jaaniye. 🙏🌟 ✨ Guru Graha ki kripa se jeevan mein gyaan, samriddhi, sukh aur safalta ka prakaash aaye. ✨ #💰आर्थिक समस्याओं का समाधान🔯 #🕉️सनातन धर्म🚩 #🙏🏻आध्यात्मिकता😇 #✡️सितारों की चाल🌠 For any enquiry 8860163563.
14 likes
13 shares

More like this