𝐌ɪ𝐬𝐬᭄Harshiシ︎
3K views • 8 days ago
Main badal gayi hoon, yeh sach hai...
Ab har kisi ko apna samajhne ki galti nahi karti.
Har kisi ki baaton par aankh band karke yakeen nahi karti.
Jo meri kadar kare, sirf usi ki kadarkarti
Ab har kisi ke liye apne jazbaat zaya nahi karti #attitude #❤️Love You ज़िंदगी ❤️
67 likes
29 shares