Main pahado ka hoon, tu Dilli ki hai — par jab yeh raibasi baja, toh dono ek ho gaye 🏔️🤍 Pahad sirf jagah nahi hoti, woh ek ehsaas hota hai jo dil mein hamesha rehta hai. Yeh animation banaya dil se — un sabke liye jo pahad chhod ke sheher mein aa gaye, par pahad kabhi nahi gaya unke andar se 💚 Save kar isko agar tujhe bhi pahad yaad aate hain 🙏 .
#🙏देवभूमि उत्तराखंड 🙏 #उत्तराखंड #uttarakhand #देवभूमि उत्तराखंड #देवभूमि उत्तराखंड(अपना उत्तराखंड)
00:19

