ShareChat
click to see wallet page
search
*** Ham Par Tumhaara hi haq hai Yaar *** ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ ***.........................Ciunils.........................*** Hame khud par afsos bhi lagta hai Hame yaar sharm bhi aata hai Khudko bas galat hi kahte Hain Bina tumse pooche mohabbat Prem pyaar ham karte hain Hame shikaayat nahi hai jamaane se Hame bas shikayat khudse hi hai Hamaara jamaana tum hi ho Hamaara sab kuchh tum hi ho Koi likhkar apni baat ब्यां Karta hai Koi bolkar to koi Ishaara karke Par ham teeno mein hi nahi kar paa rahe hain Tum madad hamaara kar doge na ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ ***............................................Ciunils........................................*** #Ciunils #🖋कहानी: टूटे दिल की💔 #💔मरीज-ए-इश्क❤ #😍कपल गोल्स💑 #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत