ShareChat
click to see wallet page
search
*** Ham tumhe Rote huye bhi dekhen hain *** ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ ***............................Ciunils...........................*** Hame tumhaara dard mahsoos hota hai Rote jab ho tum to aansoon hamaare bhi bahten hain Ye sirf Dikhaawa nahi ham asal tumhaare liye hi jeetin hain Tum se kah sake man mein yahi बड़बड़ातें हैं Hamaari Soch jaisi hai waise ham dikha nahi paate Jo hamaare man mein chaayi hai wo ham bata nahi paate Agar Kuchh bhi Shaq thodi bhi ho ham chhupa nahi paate Kabhi bahaane ho jaroori to bhi ham bana nahi paate Mere iraade ese hain ki ham dono wo jaan na paaye Kaash pta lag jaaye to kya baat hogi Kaash dono saath ho jaye to Ham Aur soch na paaye Na koi aur aaye Agar esi hogi to kya baat hogi ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ ***..........................................Ciunils.........................................*** #Ciunils #🌹प्यार के नगमे💖 #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत #💔मरीज-ए-इश्क❤ #🖋कहानी: टूटे दिल की💔