ShareChat
click to see wallet page
search
##️⃣DilShayarana💘 #💞Heart touching शायरी✍️ #बेहतरीन उर्दू शायरी✍️ #🌙रात की शायरी✍ #👍स्पेशल शायरी🖋
#️⃣DilShayarana💘 - Sacche ishq ka bharam bacha ke rakha hai, Dil mein mohabbat ka dard daba ke rakha hai. Labon pe hansi hai, aankhon mein chamak bhi hai, Har muskurahat mein ek dard chhupa ke rakha hai. Raaton ki tanhaai mein yaadein sataati hain, Humne har aansu ko chhupa ke rakha hai. khamoshi mein Chehra to zamaane ke liye roshan hai, Andar ki udaasi ko seene se laga ke rakha hai. Koi kya samjhega is dil ki veerani ko, Humne har toote khwaab ko Khamosh_alfaaz_02 K saja ke rakha hai. @Sad Shayari Adnan 'Adnan" ne ab khamosh rehna seekh liya hai, Yaadon ka ek shehar dil mein basa ke rakha hai Sacche ishq ka bharam bacha ke rakha hai, Dil mein mohabbat ka dard daba ke rakha hai. Labon pe hansi hai, aankhon mein chamak bhi hai, Har muskurahat mein ek dard chhupa ke rakha hai. Raaton ki tanhaai mein yaadein sataati hain, Humne har aansu ko chhupa ke rakha hai. khamoshi mein Chehra to zamaane ke liye roshan hai, Andar ki udaasi ko seene se laga ke rakha hai. Koi kya samjhega is dil ki veerani ko, Humne har toote khwaab ko Khamosh_alfaaz_02 K saja ke rakha hai. @Sad Shayari Adnan 'Adnan" ne ab khamosh rehna seekh liya hai, Yaadon ka ek shehar dil mein basa ke rakha hai - ShareChat