ShareChat
click to see wallet page
search
#💝 शायराना इश्क़
💝 शायराना इश्क़ - Jab Bhi Tere baare mein kitab likhunga Main Tere Hothon Ko gulab likhunga Teri Aankhon ko Sharaab likhunga Likhunga tujhe Rani pariyon ki Aur fir khud Ko Navaab likhunga Saleeeqa sikhaya jayega Mohabbat ka jab kahin Tere har Andaaz ko Adaab likhunga Hoga sawal jab Jannat ka kahin Main Teri bahon ko jawab likhunga Jab Bhi Main Tere bare mein kitaab likhunga. | Jab Bhi Tere baare mein kitab likhunga Main Tere Hothon Ko gulab likhunga Teri Aankhon ko Sharaab likhunga Likhunga tujhe Rani pariyon ki Aur fir khud Ko Navaab likhunga Saleeeqa sikhaya jayega Mohabbat ka jab kahin Tere har Andaaz ko Adaab likhunga Hoga sawal jab Jannat ka kahin Main Teri bahon ko jawab likhunga Jab Bhi Main Tere bare mein kitaab likhunga. | - ShareChat