ShareChat
click to see wallet page
search
#💓 दिल के अल्फ़ाज़ #🖋कहानी: टूटे दिल की💔 #📝 अधूरे अल्फाज़ #🎶हैप्पी रोमांटिक स्टेटस #💞दिल की धड़कन
💓 दिल के अल्फ़ाज़ - Wo ladki kitni khushnaseeb hogi; pasandida shakhs milega. Jise mera Jise tum waise hi miloge jaise maine tumhe chaha tha, Poore ke poore bina kisi kami ke Jise tumhari har baat samajh aayegi Aur tum usse har baat bina dare bata paoge Jise tum kabhi ignore nahi karoge Jise tum kabhi rulaoge nahi: Wo ladki kitni khushnaseeb hogi; Jise tumhara waqt milega tumhari parwah milegi, milega jo main hamesha Aur wo sab chahti thi. Mujhe to bas tumhari yaadein hi mili, Adhuri si baatein, adhura sa rishta Aur ek aisa pyaar. Jo poora ho sakta tha Par sirf adhura hi reh gaya. zoyesh@ Wo ladki kitni khushnaseeb hogi; pasandida shakhs milega. Jise mera Jise tum waise hi miloge jaise maine tumhe chaha tha, Poore ke poore bina kisi kami ke Jise tumhari har baat samajh aayegi Aur tum usse har baat bina dare bata paoge Jise tum kabhi ignore nahi karoge Jise tum kabhi rulaoge nahi: Wo ladki kitni khushnaseeb hogi; Jise tumhara waqt milega tumhari parwah milegi, milega jo main hamesha Aur wo sab chahti thi. Mujhe to bas tumhari yaadein hi mili, Adhuri si baatein, adhura sa rishta Aur ek aisa pyaar. Jo poora ho sakta tha Par sirf adhura hi reh gaya. zoyesh@ - ShareChat