*** Han Aawaara Main Lekin Auron sa nahi ***
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
***..............................Ciunils..............................***
भटकना तो बस दिखावा है अवारा तो बस नाम का
हमें पता है वो जो तुम्हें पसंद नहीं
यार हम सच बोल रहे हैं
Meri baaton se tumhaare saamne koi bhi na kabhi aanch bhi ho
Jag badle Tum badlo par main na kabhi badal paaun
Meri in harkaton se tumhaari Jeet hi bas hogi
Ye waada hai mera Tumhe Rona nasib nahi hogi
Bas Tumhaare chehre aur aankhon mein bhi muskaan hi ho
Jo thi galatfehmiyan Jo thi man mein galat shanka
Wo sach mein saty nahi hai Usme Hamaara koi dosh nahi hai
Rote rahe fir bhi ham tumhe manane ke liye aur bataane mein
Jo bhi tha tere diddar ka bhooka
Ab nasib hamaari tumhaari marzi se chalegi
Tum chaaahoge ham mar jaye to wo bhi ho jaayega
Agar koi Soche bhi to wo Royega
Ab apni duniya mein tumhaari hi man maani chalegi
इतने काबिल बन जाऊं तब तक तुम भी इंतजार करो ना
हमारे लिए यार कुछ पल तो जीयो ना
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
***..........................................Ciunils.........................................***
#Ciunils #🌹प्यार के नगमे💖 #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत #😒दर्द भरी शायरी🌸 #😍कपल गोल्स💑

