ShareChat
click to see wallet page
search
#jumma mubarak #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम #🕌नमाज़ फ़र्ज़ है आओ नमाज़ कायम करे 🕋 #🤗🌷Aaj ki pyari baat🌷 🤗
jumma mubarak - Paigam Tajushshariah  PAIGAM E TAJUSHSHARIAH EID-UL-ADHA AUR ZIL HIJJAH KE KHAS AHKAM MASLA Jo shakhs qurbani karne ka irada rakhta ho, uske liye mustahab (pasandida) amal ye hai ki Zil Hijjah ka chand nazar aane se lekar qurbani karne tak apne jism ke baal aur nakhun na kaate  KYA UNKE LIYE BHI HAI JO QURBANI NAHI KAR RAHE? JI HAAN jo log maali haalat ya kisi wajah se qurbani nahi kar pa rahe, unke liye bhiye mustahab hai ki wo in das dino me baal aur nakhun na kaaten Jab eid ke din qurbani ho jayer tab wo apne baal aur nakhun kaat len Aisa karne par Allah Tala unhe bhi qurbani ka sawab ata farmata hai ZAROORI HIDAYAT Chunki Zil Hijjah ka mahina shuru hone me 2 din baaki hain, isliye jinke nakhun bade hain ya jinhone 2 zarurat ke mutabiq baal saaf karne hain wo chand DIN nikalne se pehle hiye kaam kar len. YAAD RAKHEN: Agar kisi ke baal ya nakhun itne bade ho gaye hon ki ४० din se zyada ka waqt ho raha ho, to unhe kaatna zaroori (wajib) ho jata hai kyunki chhodna gunaah hai ४० din se zyada  HAWALA (REFERENCE) SAHIH MUSLIM: Rasoolullah  ne farmaya: "Jab tum Zil Hijjah ka chand dekh lo aur tum mein se koi qurbani karne ka irada rakhe, to wo apne baal aur nakhun na kaate " (Hadith No. 1977)  SUNAN ABU DAWOOD: Ek hadith me un logo ke liye bhi iski | fazilat bayan ki gayi hai jo qurbani nahi kar sakte taaki wo bhiis sawab me shareek ho saken (Hadith No 2789), Paigam Tajushshariah  PAIGAM E TAJUSHSHARIAH EID-UL-ADHA AUR ZIL HIJJAH KE KHAS AHKAM MASLA Jo shakhs qurbani karne ka irada rakhta ho, uske liye mustahab (pasandida) amal ye hai ki Zil Hijjah ka chand nazar aane se lekar qurbani karne tak apne jism ke baal aur nakhun na kaate  KYA UNKE LIYE BHI HAI JO QURBANI NAHI KAR RAHE? JI HAAN jo log maali haalat ya kisi wajah se qurbani nahi kar pa rahe, unke liye bhiye mustahab hai ki wo in das dino me baal aur nakhun na kaaten Jab eid ke din qurbani ho jayer tab wo apne baal aur nakhun kaat len Aisa karne par Allah Tala unhe bhi qurbani ka sawab ata farmata hai ZAROORI HIDAYAT Chunki Zil Hijjah ka mahina shuru hone me 2 din baaki hain, isliye jinke nakhun bade hain ya jinhone 2 zarurat ke mutabiq baal saaf karne hain wo chand DIN nikalne se pehle hiye kaam kar len. YAAD RAKHEN: Agar kisi ke baal ya nakhun itne bade ho gaye hon ki ४० din se zyada ka waqt ho raha ho, to unhe kaatna zaroori (wajib) ho jata hai kyunki chhodna gunaah hai ४० din se zyada  HAWALA (REFERENCE) SAHIH MUSLIM: Rasoolullah  ne farmaya: "Jab tum Zil Hijjah ka chand dekh lo aur tum mein se koi qurbani karne ka irada rakhe, to wo apne baal aur nakhun na kaate " (Hadith No. 1977)  SUNAN ABU DAWOOD: Ek hadith me un logo ke liye bhi iski | fazilat bayan ki gayi hai jo qurbani nahi kar sakte taaki wo bhiis sawab me shareek ho saken (Hadith No 2789), - ShareChat