ShareChat
click to see wallet page
search
#🤟 सुपर स्टेटस #☝ मेरे विचार #😃 शानदार स्टेटस #🤘 एटीट्यूड स्टेटस 😎 Maine 2 saal se bataya hai aap sabko,,ye ek hi kutta hai jo hamesha fake id bnake mujhe pareshan karne aata hai mujhe badnaam karne ki koshish karta hai,, kyunki kutte ki aukaat hi yahi hai,, kyunki use pta hai ekta Singh ko jhuka nahi sakta na drake na dhamka ke na blackmail karke na imotional blackmail karke,, isliye meri izzat pe waar karta hai kyunki mujhe meri izzat bahut pyari hai,,, but mujhe fir bhi koi fark nahi padta,, kyunki poori sc par open bolti hun agar mai kisi se baat karti hun ya kisi ke sath koi rishta hai ya kisi ke sath kuch galat ki hun to bataye,,mai na kisi se baat karti hun na mera koi rishta hai kisi se,, meri to ladkiyaan bhi friend nhi hain yahan par sab normal freinds hain sc par bas,,, fir bhi mujhe jabardasti pareshan karne aata hai,, aap logon ko jo massage kiya ja raha hai vo fake id bnake koi gandi naali ka keeda hai aaya,,usko aap log block kar dijiye acche se suna ke,,id pe complaint karo aap sab,, mujhe apna mood kharab nahi karna hai kyunki kal mera birthday hai,,,usko aap log dekh lo kya karna hai uska kameene ka 😡😡😡😡😡😡 vo 2 saal se mujhe paane ki koshish mein lga hai,,koi kisi ko badnaam karke pa sakta hai kya 😡😡😡😡😡😂
🤟 सुपर स्टेटस - ShareChat
00:15