ShareChat
click to see wallet page
search
#🌞 Good Morning🌞 #❤️सैड व्हाट्सएप स्टेटस #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस #❤️ रोमांटिक फोटो #💝 शायराना इश्क़
🌞 Good Morning🌞 - Kucch Sawal Hai Mere Jawab De Paogi Kya Tumse Milne Ke Khwaab Dekhta Hu Mere Khwaab Ko Tum Haqikat Bna Paogi Kya .. Bahot Galtiyan Karta Hu, Tum Kabhi Mujhe Sambhal Paogi Kya .. Tum Mujhe Dekho Aur Mai Khamosh Ho Jau To Tum Meri Khamoshi Ki Wajah Samajh Paogi Kya.. Kah Du Tumhe Sidha Mere Dil Ki Baat To Tum Bhi Apne Dil Ki Baat Btaogi Kya_ Mai Jitna Tumhe Chahta Hu Tum Bhi Mujhe Utna Chah Paogi Kya Dil Me Sirf Tumhari Hi Jagah Hai Mere Mere Liye Jagah Bna Tum Bhi Apne Dil Me; Paogi Kya Tum Mujhe Apna Bna Paogi Kya Tum Mujhe Kabhi Apna Samajh Paogi Kya; Kucch Sawal Hai Mere Jawab De Paogi Kya Tumse Milne Ke Khwaab Dekhta Hu Mere Khwaab Ko Tum Haqikat Bna Paogi Kya .. Bahot Galtiyan Karta Hu, Tum Kabhi Mujhe Sambhal Paogi Kya .. Tum Mujhe Dekho Aur Mai Khamosh Ho Jau To Tum Meri Khamoshi Ki Wajah Samajh Paogi Kya.. Kah Du Tumhe Sidha Mere Dil Ki Baat To Tum Bhi Apne Dil Ki Baat Btaogi Kya_ Mai Jitna Tumhe Chahta Hu Tum Bhi Mujhe Utna Chah Paogi Kya Dil Me Sirf Tumhari Hi Jagah Hai Mere Mere Liye Jagah Bna Tum Bhi Apne Dil Me; Paogi Kya Tum Mujhe Apna Bna Paogi Kya Tum Mujhe Kabhi Apna Samajh Paogi Kya; - ShareChat