Shani delay karta hai, test karta hai…
lekin jab deta hai to permanent success deta hai.
Shani in Houses:
1st House: Self-confidence aur identity par tests. Time ke saath strong personality.
2nd House: Money aur family me delays. Slowly stable wealth milta hai.
3rd House: Communication aur courage me struggle. Later powerful confidence.
4th House: Emotional peace aur home life me delay. Inner strength develop hoti hai.
5th House: Love aur creativity me lessons. Mature aur serious relationships.
6th House: Enemies aur competition zyada. Discipline se sab par victory.
7th House: Marriage me delay ya karmic partner. Relationship life lesson ban sakta hai.
8th House: Sudden ups-downs aur deep transformation. Strong spiritual growth.
9th House: Beliefs aur luck par tests. Hard work se destiny strong hoti hai.
10th House: Career me slow start. Later authority, respect aur big success.
11th House: Goals aur income delay. Patience se huge gains milte hain.
12th House: Isolation, foreign connection aur spiritual lessons.
Comment “PART 2” if you want �Remedies for Saturn
Follow @jyotirpath for more real Astrology.
#viralreels #astrology #vedicastrology #instagramreels #viralcontent #❤️जीवन की सीख #✋हस्तरेखा शास्त्र🌌 #✡️ज्योतिष समाधान 🌟 #✡️सितारों की चाल🌠 #📖जीवन का लक्ष्य🤔
00:10

