ذہبی رضا
ShareChat
click to see wallet page
@4437495915
4437495915
ذہبی رضا
@4437495915
اللہ ہم کو علم سیکھنے کی توفیق عطا فرمائے امین ❤️
#👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 #🕌حقائق اسلام☪
👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 - Bukhari Shareef Kitaabu Fazlu Lailatil Qadr, २०१७ Hadees Hazrat Aayesha Radiallaahu Anha Bayaan Karti Hain Ke Rasoole Akram gss Ne Farmaaya, Shabe Qadr Ko Ramzaan Ke Maheene Ke Aakhri Ashre Ki] Taaq Raaton Men Talaash Karo: Bukhari Shareef Kitaabu Fazlu Lailatil Qadr, २०१७ Hadees Hazrat Aayesha Radiallaahu Anha Bayaan Karti Hain Ke Rasoole Akram gss Ne Farmaaya, Shabe Qadr Ko Ramzaan Ke Maheene Ke Aakhri Ashre Ki] Taaq Raaton Men Talaash Karo: - ShareChat
#👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 #🕌حقائق اسلام☪
👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 - Bukhari Shareef, Kitaabus Saum, 2001 Hazrat Aayesha Radiallaahu Anha Ne Bayaan Kiya Ke Rasoolullaah 93 Ne Aashoora Ke Din Ka Rozah Rakhne Ka Hukm Diya Tha, Phir Jab Ramzaan Ke Roze Farz Kar Diye Gaye To Jo Chaahta Rozah Rakhta | Aur Jo Chaahta Rozah Chhod Deta Bukhari Shareef, Kitaabus Saum, 2001 Hazrat Aayesha Radiallaahu Anha Ne Bayaan Kiya Ke Rasoolullaah 93 Ne Aashoora Ke Din Ka Rozah Rakhne Ka Hukm Diya Tha, Phir Jab Ramzaan Ke Roze Farz Kar Diye Gaye To Jo Chaahta Rozah Rakhta | Aur Jo Chaahta Rozah Chhod Deta - ShareChat
#👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 #🕌حقائق اسلام☪
👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 - Bukhari Shareef Kitaabus Saum, 1985 Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Bayaan Karte HainKe Main Ne Nabi e Kareem 93 Ko Yeh Farmaate Huwe Suna Hai; Tum Men Se Koi Shakhs Hargiz Jumah Ke Din Na Ka Rozah Rakhe Siwa Iske Ke Usse Ek Din Pehle Ya Uske Ek Din Baod Rozah Rakhe Bukhari Shareef Kitaabus Saum, 1985 Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Bayaan Karte HainKe Main Ne Nabi e Kareem 93 Ko Yeh Farmaate Huwe Suna Hai; Tum Men Se Koi Shakhs Hargiz Jumah Ke Din Na Ka Rozah Rakhe Siwa Iske Ke Usse Ek Din Pehle Ya Uske Ek Din Baod Rozah Rakhe - ShareChat
#🕌حقائق اسلام☪ #👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑
🕌حقائق اسلام☪ - Bukhari Shareef Kitaabus Saum 1981 Baab - Ayyaam e Baiz Yani 13, 14 Aur 15 Taareekh Ke Roze. Bayaan  Karte Hain Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Mujhe Mere Khaleel &s Rasooulullaah Jis Ne 3 Cheezo n Ki Wasiyyat Ki Thi, Har Maheene Men 3 Din Ke Roze Rakhna; | Chaasht Ki 2 Rakat Padhna, Aur Sone Se Pehle Witr Ki Namaaz Padhna; Bukhari Shareef Kitaabus Saum 1981 Baab - Ayyaam e Baiz Yani 13, 14 Aur 15 Taareekh Ke Roze. Bayaan  Karte Hain Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Mujhe Mere Khaleel &s Rasooulullaah Jis Ne 3 Cheezo n Ki Wasiyyat Ki Thi, Har Maheene Men 3 Din Ke Roze Rakhna; | Chaasht Ki 2 Rakat Padhna, Aur Sone Se Pehle Witr Ki Namaaz Padhna; - ShareChat

🕌حقائق اسلام☪ - Bukhari Shareef, Kitaabus Saum,1957 [ftaar Men jaldi Karma. Baab Hazrat Sahal Bin Saad Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain] Ke Rasoole Akram & Ne Farmaaya, Log Uss Waqt Tak Hamesha Khair Se Rahe'nge Jab Iak Iftaar Men Jaldi Karte Rahenge Bukhari Shareef, Kitaabus Saum,1957 [ftaar Men jaldi Karma. Baab Hazrat Sahal Bin Saad Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain] Ke Rasoole Akram & Ne Farmaaya, Log Uss Waqt Tak Hamesha Khair Se Rahe'nge Jab Iak Iftaar Men Jaldi Karte Rahenge - ShareChat
#🕌حقائق اسلام☪ #👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑
🕌حقائق اسلام☪ - Bukhari Sharccf Kitaabus Saum, 1923 Hazrat Anas Bin Maalik Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain Ke Nabi e Kareem & Ne Farmaaya, Sehri Kiya Karo Kyunke Sehri Men Barkat Hai. Bukhari Sharccf Kitaabus Saum, 1923 Hazrat Anas Bin Maalik Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain Ke Nabi e Kareem & Ne Farmaaya, Sehri Kiya Karo Kyunke Sehri Men Barkat Hai. - ShareChat
#👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 #🕌حقائق اسلام☪
👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 - Bukhari Shareef, Kitaabus Saum, 190799 Hazrat Abdullaah Bin Umar Radiallaahu Anhuma Bayaan Karte Hain] Ke Nabi e Kareem & Ne Farmaaya, Maheena 29 Raaton Ka Bhi Hota Hai, Isliye Tum Rozah Na Rakho Hatta Ke Tum] (Hilaal Ramzaan Ko) Dekhlo, Pas Agar Tum Par Chaand Poshida Ho Jaaye] To Tum 3O Din Ki Ginti Poori Karo Bukhari Shareef, Kitaabus Saum, 190799 Hazrat Abdullaah Bin Umar Radiallaahu Anhuma Bayaan Karte Hain] Ke Nabi e Kareem & Ne Farmaaya, Maheena 29 Raaton Ka Bhi Hota Hai, Isliye Tum Rozah Na Rakho Hatta Ke Tum] (Hilaal Ramzaan Ko) Dekhlo, Pas Agar Tum Par Chaand Poshida Ho Jaaye] To Tum 3O Din Ki Ginti Poori Karo - ShareChat
#👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 #🕌حقائق اسلام☪
👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 - Bukhari Shareef, Kitaabus Saum, 1899g9 Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain Ke Nabi Ne Farmaaya, Kareem Jab Ramzaan Ka Maheena Daakhil Hota Hai To Aasmaanon Ke Darwaaze Khol Diye Jaate Hain, Aur Dozakh Ke Darwaaze Band Kardiye Jaate Hain, Aur Shayaateen Ko Jakad Diya Jaata Hai. Bukhari Shareef, Kitaabus Saum, 1899g9 Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain Ke Nabi Ne Farmaaya, Kareem Jab Ramzaan Ka Maheena Daakhil Hota Hai To Aasmaanon Ke Darwaaze Khol Diye Jaate Hain, Aur Dozakh Ke Darwaaze Band Kardiye Jaate Hain, Aur Shayaateen Ko Jakad Diya Jaata Hai. - ShareChat
#👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 #🕌حقائق اسلام☪
👨🏻‍🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑‍🤝‍🧑 - Bukhari Shareef Kitaabu Fazaa IIEMadeena 1880 Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain Ke Nabi e Kareem Ne Farmaaya, Madeene Ke Darwaazo n Par] Farishte Hain, Wahaan Taaoon Daakhil Hoga Na Dajjaal. Bukhari Shareef Kitaabu Fazaa IIEMadeena 1880 Hazrat Abu Hurairah Radiallaahu Anhu Bayaan Karte Hain Ke Nabi e Kareem Ne Farmaaya, Madeene Ke Darwaazo n Par] Farishte Hain, Wahaan Taaoon Daakhil Hoga Na Dajjaal. - ShareChat