Muskan Qadri Razviyah....✨✨✨✨
ShareChat
click to see wallet page
@582935372
582935372
Muskan Qadri Razviyah....✨✨✨✨
@582935372
KANIZ E MUSTFA ﷺ 💚💙🖤❤NO IN BOX MESSAGE PLEASE🙏
Coming soon Ramzan 🥰 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - SOON COMING Ramadan/ 18.2.2026 SOON COMING Ramadan/ 18.2.2026 - ShareChat
Beshak 🥰 #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 - ur t C Kl khushiyan ek tarafOr Saari "Khala banne ki khushi ek trf  16 | @k h a m 0 $ h / ur t C Kl khushiyan ek tarafOr Saari "Khala banne ki khushi ek trf  16 | @k h a m 0 $ h / - ShareChat
Alhamdulillah ❤️ Shayari ✨ #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - Alhumdulillah! Welcome little princess Sotinyso precious,soloved  khala's heart is full You are little bundle of magic Remixed from Zozo Loz 81 Save Adiba Alhumdulillah! Welcome little princess Sotinyso precious,soloved  khala's heart is full You are little bundle of magic Remixed from Zozo Loz 81 Save Adiba - ShareChat
#🤲इस्लाम की प्यारी बातें #naat shareef ❤️ #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
00:29
*SHAB-E-BARAT KE muamlaat* *Shab-E-Barat Me Ye Sab Naik Amal Karna Chahiye:👇* 💐Shab-E-Barat mein Jo Kuch Bhi Muyassar Ho Ba Kasrat Sadqa-O-Khairat Kijye Taake Rozi Me Khair-O-Barkat Ho- 🌹Shab-E-Barat Me Apne Ahlo Ayaal Aur Azeez-O-Aqarib Aur Dusre Logo'n Ko Bure Kamo Ke Karne Se Mana Kijye Apne Aap Ko Bhi Buraiyo Se Bachaye- 💐Shab-E-Barat Me Kasrat Se Nafil Namaze Padhe- 🌹Shab-E-Barat Me Durood Shareef Kasrat Se Padhiye Milad-E-Paak Padhiye Ya Suniye Aur Huzoor Aqdas ﷺ Ki Baargaah Me Zyada Se Zyada Salat-O-Salam Ka Nazrana Tohfa Pesh Kijye- 💐Shab-E-Barat Me Zikr ALLAHﷻ Ki Majlis Muna'qid Kijye Aur Isme Shirkat Kijye- 🌹Shab-E-Barat Me Apne Gunahon Ko Yaad Karke Rona Chahiye Kyu Ke Is Par Wada-E-Maghfirat Hua Hai Tauba-O-Astaghfar Karna Chahiye Aur Astagfar Ki Ziyadati Karni Chahiye Girya-O-Zaari Aur Huzoor Akram صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ke Waseele Se Apne Liye Aur Apne Ahlo Ayaal Ke Liye Aur Tamam Musalman Mard-O-Aurat Ke Liye Dua-E-Maghfirat Karni Chahiye Aur Tamam Musalman Murdo Ke Liye Fatiha Aur Isal-E-Sawab Karna Chahye- 💐Shab-E-Barat Me Gusl Karna Chahiye Taake Gunaho Se Paak-O-Saaf Ho- 🌹Musalmano Ko Qabristan Jana Chahiye Aur Marhumeen Ke Liye Dua-E-Maghfirat Karni Chahiye Kyu'ke Is Raat Me Dua Qabool Hoti Hai Shab-E-Barat Me Sayyad-E-Alam صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Jannatul Baqee Shareef Madina Munawwara Ke Qabristan Me Tashrif Le Gaye The Aur Mominaat Aur Sohda Ke Liye Dua-E-Maghfirat Ki Thi- 💐Shab-E-Barat Aane Se Qabl Maa Baap Ko Khush Karna Chahiye Agar Naraz Ho Aur Unki Na Farmani Se Tauba Karna Chahye Kyu'ke Maa Baap Ka Na Farman Shab-E-Barat Me Fazl-E-ilaahi Aur Ata-E-Rabbani Se Mahroom Rahta Hai- 🌹Shab-E-Barat Me Rishte Daar Dost-O-Ahbaab Se Husne Sulook Aur Mohabbat Karni Chahiye Kyu'ke Rishta Todne Wale Dosti Kaatne Wale Rehmat Se Mahroom Kar Diye Jate Hain- 💐Shab-E-Barat Me Zikr E ilaahi Ki Kasrat Kijiye Kyu'ke Zikr Karne Walon Ko Shab-E-Barat Me Acchai Ka Waada Hua Hai- 🌹Kisi Shakhs Ke Saath Dushmani Ho To Usse Sulah Kar Lijye Kyu'ke Keena Rakhne Wale Is Raat Me Mahroom Rahte Hain Aur ALLAH Ta'ala Unko Nahi Bakhshta Hai- 💐Shab-E-Barat Me Gheebat Jhoot Chugal Khori Sharab Noshi Aur Zina Se Tauba Karni Chahiye Aur *AATISH BAAZI* Se Khud Bachna Aur Apni Aulad Ko Bhi Bachana Chahiye 🌹Khana Zyada Tayyar Karke Gharibo Miskino Aur Yatimo Ko Khilana Chahiye Kyu'ke Har Khane Ke Badle Me 10 Naikiyaan Milti Hain Balke Ek Riwayat Me Hai Ke Jo Koi Shab-E-Barat Me Khana Kapda Ya Naqad Jo Ho Sake Sadqa-O-Khairat Karega Khuda Wand Quddus Uski Har Cheez Me Khair-O-Barkat Ata Farmayega Aur Uski Rozi Me Kushadgi Ata Farmayega - 💐 Shab-E-Barat Me Ye Dua Baar Baar Padhni Chahye: `اَللّٰھُمَّ اِنَّكٙ عَفُوّٗ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنّیِ-` Aye ALLAH! Beshak Tu Dar Guzar Karne Wala Kareem Hai, Aye Kareem! Afu(Maafi Mangne)Ko Pasand Farmata Hai Tu Mujhe Muaf Farma De- 🌹Shab-E-Barat Me Agar Mauqa Mile To Salaat Al Tasbeeh Bhi Padhen 💐Shab-E-Barat Me Nafil Se Behtar Hai Ke "NAMAZ QAZA-E-UMRI" Padhe _Share as much possible as much as you can 🌹❣️_ _Talib E dua ✨✨_ #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
*شعبان کی پندرہویں رات کا عمل* *Shaban Ki Pandrahvi Raat (Shab-e-Baraat) Ka Amal* #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
00:12
Beshak.......✨ #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 - ShareChat
00:12
*`-1ST FEBRUARY 2026-`* *────── ⋆⋅☆⋅⋆ ──────* *👑{YOUME WILADAT MUBAARAK}👑* *────── ⋆⋅☆⋅⋆ ──────* *Waris E Uloom E Huzoor Aala Hazrat, Nabeera E Huzoor Hujjat Ul Islam, Shahzada E Huzoor Mufassir E Aazam E Hind, Jaanasheen E Huzoor Mufti E Aazam, Qazi Ul Quzzat Fil Hind, Shaikh Ul Islaam Wa Muslimeen {HUZOOR `TAJUSHSHARIYA` MUFTI MUHAMMED AKHTAR RAZA KHAN QADRI AZHARI BAREILVI} Rahmatullah Ala'ih🪄♥️* *────── ⋆⋅☆⋅⋆ ──────* *La Nahin Sakta Zamana Aapki Koi Misaal✨😍* *Kaam Aisa Kar Gye Akhtar Raza Khan Qadri🫠* *────── ⋆⋅☆⋅⋆ ──────* #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #naat shareef ❤️
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
00:44
1 February yaom e Wiladat hazrat Tajushsariyah ❤️🥰 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #naat shareef ❤️
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
00:24
Yeh Durood e Pak Ek Martaba Lazmi Pradhein Aaj ki Shab 🙏🏻 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #payre Rasool Allah ﷺْ ki pyri bte 😍 #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat