`Sajda Kiya To Samajh Aaya`
`Pehle socha karta tha log sujood mein itna waqt kyun lagate hain...
Jab khud sajda kiya, tab pata chala yehi sabse zyada sukoon ki jagah hai.
Allah humein hamesha sajde ki lazzat ata farmaye. Ameen
#🥰میرا سٹیٹس ❤️ #🖊️الفاظ🙌 #📝میرے خیالات #🙋♂️السلام علیکم💐