#❤️🩹दर्द भरा दिल💔 #Broken लफ्ज💔 #💯True lines💯 #मतलब की दुनिया #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस
#Dil todne wale marne ki baat karte hain aaj,
Khud ke kiye zakhmon ka gila karte hain aaj.
Jin haathon se toda tha bharosa kal raat,
Wahi haath masoom ban kar dua karte hain aaj