#jumma mubarak #🤲 इबादत #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम
20th April World Durood Day #❤️अस्सलामु अलैकुम #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲 इबादत #🤲अल्लाह हु अक़बर
#🤲 इबादत #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम #🤲अल्लाह हु अक़बर
#❤️अस्सलामु अलैकुम #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #☪ सूफी संगीत 🕌 #Khwaja Garib Nawaz Ajm
Shawwal 1345th Hijri #BlackDay : Tareekh e Islam Ka Ek Siyah Din (One of The Darkest Day in History of Islam)
Is Din Muqaddas Maqamat Ko Shahid Kar Diya Gaya Jannat Ul Baqi Aur Jannat Ul Mualla Aur Digar Maqamat
21 April 1925 (8 Shawwal 1345 Hijri) ke din Makkah aur Madina Sharif ke tareekhi qabristan — Jannat ul Baqi aur Jannat ul Mualla — ko mismar kar diya gaya 💔
In muqaddas maqamat mein Ahle Bait e RasoolAllah ﷺ, Ashab e Rasool ﷺ aur Aulia Allah ke mazarat the. Yeh Islami tareekh aur roohaniyat ki azeem nishaniyan thi, jinhe jabr o zulm ke zariye mita diya gaya.
Yeh log apne ilawa dusre Musalmano ko kafir aur mushrik kehte, aur mukhalifat par sakhti karte rahe. Is tarah unhone apni huqumat mazboot ki aur deen ke qadim aqaid se inhiraf kiya.
Har saal 8 Shawwal ko Musalman is zulm ke khilaf ehtijaj karte hain aur Jannat ul Baqi ki dobara tameer ki demand karte hain.
Ye Wohi Saudi Wahabi Hai Jo Dushman e Islam Israel aur America Jaise Desho Se Apni Dosti Banaye Huwe Aur Ummat e Muslimah Par Hone Wale Zulm Ke Khilaf Khamosh Rehta Hai...
Ye Wohi Saudi Hai Jo America israel Jaise Dushman e Islam Ka Saath deta hai
Ye Wohi Saudi Hai Jisne Islamic Mumaliq Yemen Par Hamle Karke Lakhoon Begunnah Logo Ki Jaan Li Aur Ab Bhi Le Raha Hai ..Aur Aaj Iran Jo Palestine Ke Liye lad Raha Uske Khilaf Khade Hain..
In ki Huqumat Bilkul Banu Ummayah Ke Zalim Huqmaran Aur Yazeed Jaisi Hai
In Zalim Lutero Ka Waqt Anqarib Hai In Sha Allah Bahaut Jald Inki Zulm Bhari Huqumat Ka Khatma Honga.
Hum Lanat Karte Hai Tamam Un Logo Par Jinhone is Zulm Ko Anjam Diya...
Hum Lanat Karte Hai Aal e Saud Najdi Wahabi Huqumat Par Jinhone Ye Kaam Kiya Aur Unpar Jo Is Kaam Mein Inki Madad Ki Aur Un Par Jo Is Zulm Ki Himayat Karte Hai
In zalim hukmaranon ka waqt hamesha nahi rehta. InshaAllah ek din insaaf zaroor hoga.
.
.
.
.
.
Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen
#JannatUlbaqi muslim #demolition #saudiarabia #JannatUlMualla RebuiltBaqi #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
Jummah Tul Widaa 5th Jummah Mubarak Of #Ramazan 2026 💖🌹💐
Maula Ali al Murtaza KarramAllahu Wajhahul Kareem se marfooan riwayat hai ke RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Irshad farmaya:
"Mujhpar Salaam bheja karo beshaq tum jaha kahi bhi ho tumhara Salaam Mujhe pahunch jaata hai!"
Ajolaani, Kashful khifa, 2/32, Hadees 1602
Hazrat Anas RadiAllahu Anhu se riwayat ke Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya ke:
"Jo shakhs ek din me Mujhpar 1000 martaba Durood bhejta hai, us waqt tak usey maut nahi aayegi jab tak wo Jannat me apna thikana na dekhle!"
Manzari, At-Targeeb wat-Tarheeb, 2/328, Hadees # 2379
Aswalatu was-Salaamu Alaika Ya Sayyedi Ya RasoolAllah
wa Ala Aalika wa Azwajika wa Zurriyatika wa Ashabika Ya Sayyedi Ya HabibAllah
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadi Nin Nabiyyil Ummiyyil Habibil Aalil Qadril Azeemil Jaahi wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim 💞
Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞
اللّٰهُمَّ صَلِّ عَلَی مُحَمَّدٍ وَعَلَی آلِ مُحَمَّدٍ کَمَا صَلَّيْتَ عَلَی إِبْرَهِيمَ وَعَلَی آلِ إِبْرَهِيمَ إِنَّکَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ، اللّٰهُمَّ بَارِکْ عَلَی مُحَمَّدٍ وَعَلَی آلِ مُحَمَّدٍ کَمَا بَارَکْتَ عَلَی إِبْرَهِيمَ وَعَلَی آلِ إِبْرَهِيمَ إِنَّکَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ.
.
.
.
.
Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen
#JummahMubarak #RamazanMubarak #EidMubarak #🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🕌मस्जिद 🤲 #🤲 इबादत #🤲 दुआएं #🤲इस्लाम की प्यारी बातें
#🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🕌मस्जिद 🤲 #🤲 इबादत #🤲इस्लाम की प्यारी बातें
#🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🕌मस्जिद 🤲 #🤲 इबादत #🤲इस्लाम की प्यारी बातें





