⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
ShareChat
click to see wallet page
@aziz_07
aziz_07
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
@aziz_07
𝐃𝐈𝐋 ❤ 𝐍𝐀𝐇𝐈 🤲 𝐃𝐔𝐀 𝐂𝐇𝐀𝐇𝐈𝐘𝐄
Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi wa Barakatuhu Jumma_Tul_Wida Last Jumma_Mubarak Of Ramazan Al Kareem ... #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🕌मस्जिद 🤲 #🤲 इबादत #🤲 दुआएं
🤗रमजान स्पेशल😍🤝 - ShareChat
01:16
Jummah Tul Widaa Mubarak ❤️ 🌙 💫 🌹 Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu jo Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Khadim-e-Khaas they bayan karte hain ke Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Irshad farmaya: "Qayamat ke Roz tamam duniya me se tum me sabse zyada Mere Kareeb wo shakhs hoga, jo duniya me tum me sabse zyada Mujhpar Durood bhejne waala hoga pas jo shakhs Juma ke din aur Juma ki raat Mujhpar 100 martaba Durood bhejta hai, Allah Tabarak wa Ta'ala uski 100 haajaten puri farmata hai, unme se 70 Aakhirat ki haajato me se aur 30 duniya ki haajato me se hain." Bayheqi, Shobul Imaan, 3/81, Hadees no. 3035 Imam Maula Ali al Murtaza KarramAllahu Wajhahul Kareem se marfooan riwayat hai ke RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Irshad farmaya: "Mujhpar Salaam bheja karo beshaq tum jaha kahi bhi ho tumhara Salaam Mujhe pahunch jaata hai!" Ajolaani, Kashful khifa, 2/32, Hadees 1602 Assalato Wassalamo Alaika Ya Rasool Allah 👑 Assalato Wassalamo Alaika Ya Noor Allah 💖 Assalato Wassalamo Alaika Ya Nabi Allah 💓 Wa Ala Aalika wa Azwajika wa Zurriyatika wa Ahle Baytika wa Ashabika Ya Sayyedi Ya HabibAllah💞 SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam 💞 Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Khadijah wa Sayyedatina Zaynab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim. Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞 Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🕌मस्जिद 🤲 #🤲 इबादत #🤲 दुआएं
🤗रमजान स्पेशल😍🤝 - ShareChat
00:50
#🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🌙इस्लाम धर्म🕌 #🤲अल्लाह हु अक़बर
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
00:30
#🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋इस्लामिक दुआ 🤲 #🤲 इबादत #🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🤲 दुआएं
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - ShareChat
00:20
#🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🤲 इबादत #🤲 दुआएं #🕋इस्लामिक दुआ 🤲
🤲इस्लाम की प्यारी बातें - लैलुतल क़द्र की तलाश 29 21 25 27 23 कि रसूल उम्मे आएशा रज़ि से रिवायत है अल्लाह %५६ ने फ़रमायाः शब-ए॰क़द्र को रमज़ान की I आखरी अशरे की ताक़ रातों में तलाश करो।" सहीह बुखारीः २०१७ लैलुतल क़द्र की तलाश 29 21 25 27 23 कि रसूल उम्मे आएशा रज़ि से रिवायत है अल्लाह %५६ ने फ़रमायाः शब-ए॰क़द्र को रमज़ान की I आखरी अशरे की ताक़ रातों में तलाश करो।" सहीह बुखारीः २०१७ - ShareChat
21st Ramadan 1407th Youme Shahadat of Haidar E Karrar, Maulood E Kabbah Mehboob E Khuda, Nafs E Mustafa, Rooh E Mustafa, Jaan E Mustafa,Biradar E Rasool, Janasheen E Sayyedul Mursalin, Wasi E Rasool E Ameen,Dilbar E Muhammad Mustafa, Shahzada E Abu Talib, Jigar Gosha Fatima Binte Asad ,Jaane Mehboob E Khuda, Zauje Sayyeda Fatimah Batool, Abul Zainab O Kulsoom O Rukkayah, Abul Hasanain, Abul Abbas, 1st Imame Ahle Bait Imame Ahle Sunnat Imam Ul Auliya Sayyed Ul Ashfiya Imam Ul Atqiya, Jaane Ambiya Imam Ul Askhiya Baab E Shehre Ilm, Bab Ul Irfan, Imam E Wilayat, Qibla E Aashiqaan, Shah E Mardan, Sher E Yazdan, Quwwat E Parwardigar , Fateh Khaibar , Abu Turaab,Asadullah, Wajahullah, Ainullah ,Noor Ullah, Shaif Ullah, Maula E Kainaat, Muskil Kusha, Ameer ul Momineen Khalifa Tul Muslimeen 👑 Sayyedina Wa Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihisalam Karamallahu Waj'Hul Kareem RadiAllahu Ta'ala Anhu 👑 Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihimussalam Short Introduction :🌹Name : Ali Alaihisalam 🌹Title: Asadullah, Haider, Abu Turab, Ameer Al-Mu’minin 🌹Kunya: Abu al-Hassan; Abu al-Hassanain 🌹Father: Abu Talib Alaihisalam 🌹Mother: Fatimah bint Asad Salamullahi Alaiha 🌹Born: 13th Rajab 23 BH, 21 March 598, /595 CE. 🌹 Birth Place : inside the Holy Kabah in Makkah, 🌹 Age : 63 🌹 Period of Imamate: 29 years 🌹Imam : 1st 🌹Khalifa E Rashidun : 4th 🌹Death : 21st Ramadan, 40 AH/26 January 661 CE, 🌹Cause of Death : after being struck on the head with a sword by the Kharijite, Ibn Muljam 🌹Resting Place : Najaf, Iraq. Allahumma Salli ala Muhammadin-Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahli Baytihi, kama Swal-laita ala Ibrahima Innaka Hamidum Majid💞 Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihimussalam Allahumma La'an Qatalatal Ameer Ul Momineen لعنة الله وملائكته وأنبيائه وجميع خلقه على عبد الرحمان بن الماجم Allah Uske Rasool Aur Tamam Makhlooq ki Laanat Ho Abdur Rahman bin Muljim Par Beshumaar Beshumaar Laanat Ho Ibne Muljim Par Beshumaar Ta Qayamat Laanat Ho Imam Ali Alaihisalam Ko Shahid Karne Aur Karwane Walon Par Allahumma Salli ala Muhammadin-Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahli Baytihi, kama Swal-laita ala Ibrahima Innaka Hamidum Majid💞 . . . . . . . . . Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #🤲अल्लाह हु अक़बर #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🌙इस्लाम धर्म🕌 #🕌मस्जिद 🤲
🤲अल्लाह हु अक़बर - ShareChat
01:02
123 Name and Titles Of Imam Ali As Ali Abu Turaab Aadil-e-Zamana Akhi RasoolAllah Abul Hasnain Abul Zainab Ameer-e-Arab Ameer-e-Shujaan Amir-ul-Momineen Asadullah Asadullah-al-Ghalib Bab-ul-Ilm Bab-ul-Murad Bahr-e-Hidayat Bahr-ul-Uloom Burhan-e-Khuda Burhan-ul-Haq Koh E Judo Sakha Dar Faiz O Ata Difa-e-Islam Farooq E Azam Fakhr-e-Bani Hashim Fakhr-e-Islam Fakhr-e-Ummat Fatah-e-Khaibar Ganj-e-Shujaat Ghazi-e-Islam Haami-e-Haq Hadi-e-Insaniyat Hadi-e-Ummat Haider Haider-e-Karrar Hami-e-Islam Hami-e-Mazloom Hujjatullah Imam-e-Adalat Imam-e-Haq Imam-e-Hidayat Imam-e-Najaf Imam-e-Wilayat Imam-ul-Adil Imam-ul-Arifeen Imam-ul-Muttaqeen Jaan-e-Rasool Jalal-e-Ilahi Jamal-e-Wilayat Kanz-ul-Hikmat Karrar-e-Ghair-Farrar Kuwwat E Parwardigar Khair-ul-Bashar Khazin-ul-Ilm Lisan-ul-Haq Lutf-e-Khuda Malik-e-Shujaat Mazhar-e-Adl Mazhar-e-Haq Mazhar-e-Ilm Mazhar-e-Rahmat Muin-ul-Fuqara Mushkil-Kusha Murtaza Nafs-e-Rasool Nasir-e-Deen Nasir-ul-Haq Noor-e-Hidayat Noor-e-Imamat Noor-e-Khuda Nusrat e Deen Qamar-e-Bani Hashim Qasim-un-Nar-wal-Jannah Qibla-e-Ahl-e-Dil Qibla-e-Arifeen Qudwat-ul-Muttaqeen Qutb-e-Hidayat Qutb-ul-Aqtab Rahbar-e-Muttaqeen Rahbar-e-Wilayat Rahnuma-e-Insaniyat Rukn-ul-Iman Saaqi-e-Haq Saaqi-e-Kausar Sahib-e-Karamat Sahib-e-Zulfiqar Sayyed E Razi Sayyed Ul Ashkhiya, Sayyed Ul Atqiya Sardar-e-Awliya Sayyid-ul-Wasiyyeen Shah-e-Mardan Shah-e-Najaf Shah-e-Wilayat Shams-ul-Haq Shafi-ul-Muznibeen Sher-e-Khuda Siddiq E Akbar Siraj-e-Ummat Siraj-ul-Huda Sultan E Arab Sultan-e-Wilayat Sultan-ul-Mujahideen Tahir-ul-Qalb Taj-e-Imamat Taj-e-Wilayat Taj-ul-Awliya Tajdar E Jahan Wajhullah Wali-e-Momineen Wali-e-Mutlaq Wali-e-Najaf Waliullah Waris-e-Ilm-e-Nabi Wasi-e-Rasool Yadullah Zauj E Sayyeda Fatimah Zaher-ul-Haq Zia-e-Imamat Zia-e-Wilayat Zia-ul-Iman Zikrullah Zill-e-Ilahi Zill-e-Rahman Zubdat-ul-Awliya Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam 21st Ramadan Youme Shahadat of Haidar E Karrar, Maulood E Kabbah Mehboob E Khuda, Nafs E Mustafa, Rooh E Mustafa, Jaan E Mustafa,Biradar E Rasool, Janasheen E Sayyedul Mursalin, Wasi E Rasool E Ameen,Dilbar E Muhammad Mustafa, Shahzada E Abu Talib, Jigar Gosha Fatima Binte Asad ,Jaane Mehboob E Khuda, Zauje Sayyeda Fatimah Batool, Abul Zainab O Kulsoom O Rukkayah, Abul Hasanain, Abul Abbas, 1st Imame Ahle Bait Imame Ahle Sunnat Imam Ul Auliya Sayyed Ul Ashfiya Imam Ul Atqiya, Jaane Ambiya Imam Ul Askhiya Baab E Shehre Ilm, Bab Ul Irfan, Imam E Wilayat, Qibla E Aashiqaan, Shah E Mardan, Sher E Yazdan, Quwwat E Parwardigar , Fateh Khaibar , Abu Turaab,Asadullah, Wajahullah, Ainullah ,Noor Ullah, Shaif Ullah, Maula E Kainaat, Muskil Kusha, Ameer ul Momineen Khalifa Tul Muslimeen 👑 Sayyedina Wa Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihisalam Karamallahu Waj'Hul Kareem RadiAllahu Ta'ala Anhu 👑 Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihimussalam Allahumma Salli ala Muhammadin-Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahli Baytihi, kama Swal-laita ala Ibrahima Innaka Hamidum Majid💞 . . . . . . . . . Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर #🕌मस्जिद 🤲
🤗रमजान स्पेशल😍🤝 - ShareChat
00:50
#🕌 मक्का मदीना 🤲 #🕌मस्जिद 🤲 #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
🕌 मक्का मदीना 🤲 - ShareChat
01:25
#🕌 मक्का मदीना 🤲 #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
🕌 मक्का मदीना 🤲 - @ABDULAZIZRAYEEN ಸಿಯಾ್ 20 RAMZAN M U 8 A R A K @ABDULAZIZRAYEEN ಸಿಯಾ್ 20 RAMZAN M U 8 A R A K - ShareChat
#🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
🤗रमजान स्पेशल😍🤝 - ShareChat
01:16