🌸❤️Mumma jann, tumhari har daant me pyaar chhupa hota hai 😊💕 aur har khamoshi me dua 🙏✨.
Jab main thak jaati hu 😔, bas tumhari awaaz sun kar lagta hai sab theek ho jayega 😌💫.
Tumne mujhe girna sikhaya 🥺, sambhalna sikhaya 💪. Duniya chahe kitni bhi badal jaye 🌍🔄, tumhara pyaar waisa hi rehta hai - bina shart, bina umeed ❤️🔥.
Mumma, agar main hazar janam bhi lu 🔄🌟 toh har janam me tumhe hi apni maa chahiye 👩👧.
Tum meri pehli duniya ho 🌍, aur hamesha rahogi 💖. I love you so much mumma🫂🫀🥰 #😍دلاری بیٹی👧🏻