Sarkar ne Vodafone Idea ka 27% AGR Maaf Kiya. Yani ki karib 20,000 cror. Great. 😡😡😡 Aur Aam logo ko 200 rs na Dene pe Jaan se Maar Dete hai. Janta ka Tax kis din Kaam Aayega. 🙏 Pet ko Bhojan Chahiye, Na ki Religion. 🙏 #📹 ट्रेंडिंग वीडियो #👉 लोगों के लिए सीख👈 #🗞️पॉलिटिकल अपडेट #📹 वायरल वीडियो #✍ आदर्श कोट्स