Iftar ki pic story ya status pr lgane se pehle ek bar ye zarur soch len ki iss se kya milega apko.. allah ne apko nemate di hai to uss rab ka shukr adaa karen na ki dikhwa..aur unn ligo k liye dua kare jinke dastarkhaan pr itni nemate nhi hoti balki allah ne apko diya h to unn logo k ghar bhi iftari bhijwa den.. allah hume hidayat ataa farmaye aur dikhawa krne se aur takabbur karne se mehfuz rakhe ameen 🤲 #☪️रमजान Status⏳ #🛐रमजान करीम 🤲 #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🌙इस्लाम धर्म🕌 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें