POV:
December maang raha hai hisaab… 📒⏳
January mein kiye gaye khud se vaadon ka.
Wohi promises —
“Iss saal strong rahunga” 💪
“Iss baar khud ko priority dunga” 🤍
“Iss baar chup nahi rahunga” 🗣️
“Iss baar khud se bhaagunga nahi” 🛤️
Kuch poore hue,
kuch aadhe reh gaye,
aur kuch bas dil ke kone mein daba diye gaye… 🌒
Par sach yeh hai —
hum unhi vaadon ka bojh liye phir se chal pade. 🎒
Thode zyada samajhdaar,
thode zyada thake hue,
par abhi bhi hope zinda hai. ✨
Aur phir…
wahi cycle.
Wahi umeed.
Wahi khud se naya waada. 🌱
Phir se January ki aur dekhte hain…
iss baar sirf shuruaat ke liye nahi,
balki nibhaane ke liye. 🕊️💫
#Shayari #poetry #Zindagi
POV: What if you lived for yourself? 🌱
What if, just for once, you stopped living life to impress people
who won’t walk your path, feel your pain, or carry your dreams?
What if you chose peace over approval,
growth over comparison,
and purpose over pressure?
#life #Zindagi
POV: जब तुम्हारे होने के बाद भी,
वो किसी और को चुनता है… 💔
तब तकलीफ़ सिर्फ़ ये नहीं होती की वो चला गया…
असल दर्द तो तब होता है जब ये महसूस होता है —
“Main toh uski priority kabhi tha hi nahi…”
#poetry #Shayari #Zindagi
POV: Jo Sab Ka Dil Rakhte Hain, Yaad Rakho… Woh Bhi Ek Dil Rakhte Hain! 💔🫂
#poetry #Shayari #Zindagi
Chand Gaz ki Shehriyat kis kaam ki,
Udna aata hai to Chhat kis kaam kii…
#poetry #Shayari #Zindagi
POV:
Tumhe pata nahi hai naa ki, tum kya ho?
Kya tumne kabhi socha bhi hai…
ki kisi ki duniya bas tumse chalti hai? 🌍💫
#poetry #Zindagi #Shayari
Intezar toh aaj bhi hai… par awaaz dene ka hunar kho diya hai main. ❤️🩹
Kabhi unki ek “hi” se din chamak jaata tha, ✨
Aaj unki khamoshi bhi aadat si ban gayi… 🌑
#hope
Watching the Udaipur Sunset hits differently —
It’s one of the best sunset views in India
and a must-see for anyone visiting Rajasthan. 🌇💛
When the sky turns gold over Lake Pichola,
you realise why Udaipur is called the City of Lakes
and why real moments beat screen time every single time. 🌤️🤍
#netflix #udaipur #sunset
POV: Relationships Today…
Mujhe Aaj-Kal ke rishton se koi pareshani nahi hai…
Bas shayad unke liye ek insaan mein poori duniya dhoondhna mushkil hota hoga! 🫠🌍
#poetry #Shayari



