Failed to fetch language order
Failed to fetch language order
allh hu akbar
570 Posts • 367K views
ruhi
1K views
## Allah hu akbar *Ibn-ul-Qayyim رحمه الله farmate hain:* *“Ek banda Allah ke samne do martaba khara hota hai:* *Pehli martaba namaz mein* *Doosri martaba Qiyamat ke din* *Jo shakhs pehli martaba (namaz mein) theek tareeqe se khada ho gaya,* *us ke liye doosri martaba* *(Qiyamat ka khara hona) aasaan kar diya jata hai.”*
26 likes
19 shares
ruhi
906 views
## Allah hu akbar Man ‘aasha lillah, ‘aasha ‘azeeman walaw kaana baseetan.”* Jo shakhs Allah ke liye jeeta hai، woh ‘azeem zindagi guzaarta hai، chahe woh aik saadah insaan hi kyon na ho… Jo Shakhs Duniya Mein Jannat Ke Baago’n Mein Rehna Chahe To Usay Chahiye Ke Zikr Ki Majaalis Ko Apna Mustaqil Theikana Bana Ley, Kyunki Yehi Jannat Ke Bagh Hain…!
23 likes
15 shares