innocent_viral
545 views •
Tamaam Aalam-e-Islam ko Ramzan Mubarak.
Allah Taala se dua hai ke is ba-barkat mahine mein humein zyada se zyada ibaadat aur nek aamaal karne ki taufeeq ata farmaye, aur hamari duao'n ko qubool farmaaye. Aameen!
#AIMIM #AsaduddinOwaisi #ramzanmubarak #hyderabad
9 likes
7 shares