#Ramzan
3 Posts • 10K views
innocent_viral
548 views
Tamaam Aalam-e-Islam ko Ramzan Mubarak. Allah Taala se dua hai ke is ba-barkat mahine mein humein zyada se zyada ibaadat aur nek aamaal karne ki taufeeq ata farmaye, aur hamari duao'n ko qubool farmaaye. Aameen! #AIMIM #AsaduddinOwaisi #ramzanmubarak #hyderabad
9 likes
7 shares