Agar phone ke upar chhota sa 🟢 green dot jal raha hai
to koi app aapka camera ya mic use kar raha ho sakta hai 👀
Abhi check karo:
Settings → Privacy → Permission Manager
Aur unknown apps ka camera aur mic access OFF kar do.
Ab koi bhi unknown app aapka camera aur mic use nahi kar payega.
Ye reel un logo ko jarur share karo
jo apni privacy secure rakhna chahte hain 🔐
Comment me batao:
kya aapke phone me bhi green dot kabhi dikha hai?
#spidymate
#mobiletips
#androidtips
#techreels
#phoneprivacy
#😍एंड्राइड हैक्स📱 #📱Mobile हैक्स🤖 #⚙️टेक्नोलॉजी हैक⚡ #🛰नई टेक्नोलॉजी⚡ #🤔न्यू टेक अपडेट्स⚙