labbaik ya Hussain 🙌
19 Posts • 37K views
10th Rabi Us Saani Youme Wiladat #Mubarak #Birthday Aale Rasoolﷺ, Aulad E Ali O Fatema Batool, Noor E Nazar E Hasnain Karimain, Farzand E Imam Ali Al Naqi, Imam Ahle Sunnat, 11th Imam E Ahle Bait,Imam Ul Muslimeen , Sayyed Ul Ashfiya, Sultan Ul Wilayat, Imam Ul Muslimeen Hazrat Sayyeduna 👑 #ImamHasan Al Askari 👑 Ibne Ali Ibne Muhammad Alaihisalam Short Introduction ♥️_ 🌹Name : Hasan 🌹Titles : al-Askari 🌹Kunyat : Abu Muhammad, Ibn al-Ridha 🌹Father : Ali ibn Muhammad al-Hadi al-Naqi Alaihisalam 🌹Mother : Saleel R. A. 🌹Born : 10th Or 8th Rabi’ al-Thani, Friday 232 AH. 6 December 846 AD. 🌹Period of Imamat : 6 years. 🌹Age : 28. 🌹Imam : 11th. 🌹Death : 8th, Rabi’ al-Awwal, 260 AH/874 CE, 🌹Cause of Death : after being poisoned by the Abbasid Caliph al-Mu’tamad. 🌹Resting Place : Samarra, Iraq. ♥️_ Aap ki wilaadat 10 Rabi uṡ Ṡaani 232 Hijri Ko Madina Sharif Mai hui. Pariwaar : Aap ka nikaah Nargis khaatoon binte Yushu se hua. Aap ke Shahzad E Sayyed Ali Akbar hain. Aap Aimmah e ahle bait ke 11we Imaam hain. Aap ko Ghauṡiyat e kubra ka martaba mila hai aur aap ke baad ye martaba Ghauṡ e aazam Hazrat Shaikh Abdul Qaadir Jeelaani RadiAllahu Taala Anhu ko mila aur un ke baad ye Imaam Muhammad al-Mahdi Alaihisalam ko ye milega, tab tak Ghauṡ e aazam ki Ghausiyat e kubra ka zamaana rahega. al-Mu’tamid ke zamaane me Aap ko zeher dekar shaheed kiya gaya. Aap ka wisaal 8 Rabi ul Awwal 260 Hijri ko 28 saal ki umr me hua. Aap ka mazaar Samarra (Iraq) Mai Marja E Khalaik hai. Aaj Imam Hasan Al Askari Alaihisalam Ka Youme Wiladat Hai. Allahumma Salle Ala Sayyedina #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #❤️अस्सलामु अलैकुम #🤲अल्लाह हु अक़बर Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed 💞
778 likes
2 comments 214 shares
The newly renovated golden gate revealed at the Holy Shrine of Imam Ali Alaihisalam after years of construction. #Najaf, #Iraq. Iftetah E Marqazi Darwaza E Baab Ul Madina Tul Ilm Imam Ali Alaihisalam Najaf Al Ashraf Iraq. Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Khalifa Tul Muslimeen Baab Ul Madinah Tul Ilm Akhi E Mustafa Zauj E Sayyeda Fatimah, Walid E Hasnain O Zainab E Kubra, Shere Khuda Fateh E Khaibar Damad E Payambar Asadullahil Ghalib Sayyedina WA Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam ❤️ . . . . . . . Follow For More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #❤️अस्सलामु अलैकुम #हजरत अली #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
20 likes
14 shares
25 #Rajab Youme Shahadat Aale Rasool ﷺ , Aulad E Ali O Fatimah Batool, Noor E Nazar E Hasnain Karimain, Shehzada E Imam Jafar E Sadiq, Baab Ul Hawaiz, Zainul Mujtahidin,Al Ameen, Al Mamoon, Al Sayyed, Imam E Wilayat, 7th_Imam_E_Ahle_Bait, Imam E Ahle Sunnat, Imam Ul Auliya, Imam Ul Muslimeen, Sirajul Aalameen, Shahenshah E Baghdad, Qasim Ul Wilayat, Sayyedina Maula #ImamMusaKazim Alaihisalam Ibne Imam Jafar E Sadiq Alaihisalam Short Introduction ♥️____ 🌹Name : Musa Alaihisalam. 🌹Titles : Al Kadhim (The Calm or Restrained); Bab al-Hawa’ij (The Door to Fulfilling One’s Needs) Abdul Shaaleh, Zainul Mujtahidin, Al Ameen Al Mamoon, Al Sayyed. 🌹Kunya : Abu Al Hasan. 🌹Father : Jafar Al Sadiq Ibne Muhammad Baaqir Alaihisalam. 🌹Mother : Hamidah Al Barbariyyah. 🌹Born : 7th Safar, 128 AH/745 CE in Madinah, Hejaz Now Saudi Arabia. 🌹Age : 55. 🌹Imam : 7th Imam. 🌹Period of Imamat : 33 years. 🌹Death : 25th Rajab, 183 AH/7991 CE. 🌹Cause of Death : Martyrdom after being poisoned by Mal'un Harun Al Rashid. 🌹Resting Place : Kadhimayn, Baghdad, Iraq. ♥️___ Imam Musa Kazim Sar Ta Paa Imam Hasan Al Mujataba Ki Shabih The Aur Imam Hasan Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ki Shabih The. Assalam Ya Maula Imam Musa Kazim Alaihisalam Ibne Jaffare Sadiq Alaihisalam Ibne Muhammad Baaqir Alaihisalam Ibne Imam Zainul Aabideen Ali Alaihissalam Ibne Imam Hussain Alaihisalam Ibne Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihisalam Wa Sayyeda E Kainaat Bibi Fatimah Zahra Salamullahi Alaiha Binte Imam Ul Ambiya Sayyedina Muhammad Mustafa SallAllahu Alaihi Wa Aalihi wa Sallim Allahumma Salli ala Muhammadin-Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahli Baytihi, kama Swal-laita ala Ibrahima Innaka Hamidum Majid💞 Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #labbaik ya hussain #हजरत अली #Ya Rasoolallah ﷺ ❤️ #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम
99 likes
11 shares