ShareChat
click to see wallet page

Ye Kittu hai, naraj ho rakha hai, pinjra khol diya par bahar bhi nahi jata, udta bhi nahi hai ,do bar chatt par udanae ki koshish ki lekin vapis kamre me pinzre par aakar baith gaya, iska man jane ka bhi nahi hai shayad ye yahi rahna chahta hai, Lekin isko khulla nahi rakh sakte Billi ghumti rahti hai ,is karan isko majboori mepinzre me rakh na padta hai,.. #🎄हरे पेड़ #विदेशी पक्षी🦜 #🌼 मेरा बगीचा 🌸 #🐦Bird लवर #🌼फूलों के पौधे🌱

531 ने देखा