ShareChat
click to see wallet page

Double Dhamaka Saturday! MI vs DC & GT vs RR Predictions! 😲💥 "Dosto, aaj hai IPL ka Super Saturday aur hone wala hai Double Dhamaka! 🏏💥 Pehla match hai Delhi Capitals vs Mumbai Indians ke beech. Rohit Sharma bilkul aag ugal rahe hain aur DC bhi form mein wapas aa chuki hai! Kya Rohit ki palton aaj phir se kamaal karegi? Wahi shaam ko dusra muqabla hai Gujarat Titans vs Rajasthan Royals ke beech. Dono teams ekdum solid hain aur pichle match ki tarah is baar bhi kaante ki takkar hone wali hai. Video ko end tak dekho aur batana aap kis team ko support kar rahe ho! Like, share aur subscribe karna mat bhoolna! ❤️🙌" #IPL2026 #SuperSaturday #MumbaiIndians #DelhiCapitals #GujaratTitans #RajasthanRoyals #RohitSharma #CricketNews #IPLHighlights #CricketLover #DoubleHeader #T20Cricket #IndiaWin #CricketFever #🚀SC बूस्ट के साथ Views को सुपरचार्ज करें #👫चैटरूम चिटचैट✨ #🎁चैटरूम: अर्न & लर्न🤑 #moj_content #🌞 Good Morning🌞

507 ने देखा
19 दिन पहले