Rahu wale log chalak hote hain…
lekin jinki kundali me Rahu + Budh ka combination ho, unka dimaag aur bhi tez chalta hai.
Ye log situation ko samajhne, baat ko ghumane aur strategy banane me expert hote hain.
Kabhi-kabhi itne smart ki samne wala samajh hi nahi pata ki game kab palat gaya.
Agar kisi ki kundali me Rahu-Budh strong ho to wo marketing, business, politics aur social media me bahut aage ja sakta hai.
Comment me batao – tumhari kundali me Rahu aur Budh ka kya connection hai?
Aur follow karo @Jyotirpath aise hi interesting astrology facts ke liye.
#viralreels #astrology #vedicastrology #instagramreels #success #💫राशि के अनुसार भविष्यवाणी #❤️जीवन की सीख #✡️ज्योतिष समाधान 🌟 #✡️सितारों की चाल🌠 #✋हस्तरेखा शास्त्र🌌