Ya Allah 🤲 Agar ye raat Laylatul Qadr ho… toh hamare gunahon ko maaf farma de. Hamare dilon ko hidayat aur sukoon ata farma. Hamare walidain par apni rehmat barsa, aur hamare gharon ko barkat se bhar de. Jo log pareshani, gham aur mushkil mein hain unhe aasani aur sukoon naseeb farma. Hamari zindagi ko apni rehmat se roshan kar de aur hamari aakhirat ko jannat se saja de. Ameen 🤍 #LAYLATUL QADR POSTS ✨ Ya Allah Hamaari Duaein Qabool Furma Aur Hamaari Zindagi Mai Sukoon Aata kr (Aameen)...!या अल्लाह, रमज़ान रुखसत होने से पहले हम सबके हर गुनाह को माफ़ कर दें। आमीन🤲 Aye ALLAH Hame Tamam Aafaton Aur Musibaton Se Hifazat Farma Aur Hame Shukar Guzar Bandon Me Shamil Farma Aur Hum Sabko Nek Hidayat Aata Farma Ameen Summa Ameen

2K views • 4 months ago
00:00
00:53

#LAYLATUL QADR POSTS ✨ #laylatul qadr ki dua یا اللہ سب کو یہ رات اور عبادات نصیب فرما آمین 🤲🕋Alvida Ramadan 🌙 Ya Allah 🤲 Agar is Ramadan mein hamari ibadat kam reh gayi ho toh apni rehmat se qubool farma. Jo gunah humse jaankar hue aur jo anjaane mein ho gaye… sab ko maaf farma de. Is Ramadan ko hamare liye maghfirat aur najat ka zariya bana de. Hamare walidain, ghar walon aur doston par apni rehmat ka saya rakh. Aur hume agla Ramadan bhi imaan aur sehat ke saath naseeb farma. Ameen 🤍 . . . #muslim

1K views • 4 months ago
00:00
00:31