🎤 Beti bachane ki baat karna asaan hai…
❓ Par sach me beti ko bachayega kaun?
🧾 Nare aur poster se suraksha nahi milti.
⚖️ Jab tak apradhi ko dar nahi hoga,
😔 tab tak maa-baap ko neend nahi aayegi.
🚨 Gali aur sadak surakshit banao,
🏛️ kursi se pehle zimmedari nibhao.
🇮🇳 Yaad rakho…
💪 Beti surakshit hogi tabhi desh majboot hoga! #💪दमदार एक्टिंग वीडियो🎥 #😎मोटिवेशनल गुरु🤘 #🙏Motivational डायलॉग💬 #🥰मोटिवेशन वीडियो #🙌 Never Give Up