Japan mein in dino Fukui Prefecture ke naye Governor, Takato Ishida, social media par zabardast viral ho rahe hain. Mahaz 35 saal ki umr mein election jitne wale Ishida apni "ikemen" (handsome) personality aur "sawayaka" (refreshing) look ki wajah se internet sensation ban gaye hain. Unki pehli video post ko lakho likes mile, jahan log unke politics se zyada unke dikhawa aur style ki baatein kar rahe hain. Japan ke yuvaon ke beech woh ek naye pop-culture icon ki tarah ubhar rahe hain. #JapanViral #FukuiGovernor #TakatoIshida #JapanNews #🏏 मोहम्मद सिराज #🏏 सूर्यकुमार यादव #🤩जसप्रीत बुमराह #🏏 बेस्ट क्रिकेट मोमेंट्स #😎 हार्दिक पांड्या