ShareChat
click to see wallet page

✨Allah se aise maango dua…🤲 Aameen likh kar dua mein shamil ho jao. #LaylatulQadr #Ramadan26 #Dua 🌙 Agar aaj ki raat Laylatul Qadr ho… to ye hamari zindagi ki sabse qeemti raat ho sakti hai. Ye wo raat hai jo 1000 mahino se bhi behtar hai ✨ aur jis mein Allah apne bandon ke gunah maaf farma dete hain 🤲 Kabhi kabhi hum apne dard kisi ko nahi bata paate… lekin Allah har chup kar girne wale aansu ko jaanta hai 💔 🤲 Is dua ko dil se suniye aur Allah se maafi aur rehmat maangiye. Agar aap bhi chahte hain ke Allah aapko maaf farma de to Aameen zaroor kahiye. #LaylatulQadr #Ramadan2026 #RamadanReminder #IslamicReminder #🤲अल्लाह हु अक़बर #🤲 इबादत #🤲 दुआएं #🤲क़ुरान शरीफ़📗 #🕌मस्जिद 🤲 #Islam #Muslim #RamadanNights #PowerOfDua #AllahForgives #IslamicMotivation #ForgivenessNight 🤲🌙

610 ने देखा
1 दिन पहले